Namaskar Dosto,
Google Custom Search Engines Ek Adsense Ki Trah Earning Service Hai, Ye Aapke Users Ko Veh Khoj Kar Dikhata Hai, Jiski Veh Iccha Vyakt Kar Rhe Hain.
Google Search Engines Ke Dwara Aap Apni Earning Ko Bdha Skten Hain, Or Apne Blog Ko Ek Accha Search Engines De Skten Hain.
Aaj Mei Aapko Ye Btaunga, Ki Google Custom Search Engines Ka Result Page Blogger Ke Search Result Mei Kaise Dikha Skten Hai, Jisse Aapki Earning Or Badh Jaye. Ye Bhut Hi Asaan Hai.
Pehle Aap Google Custom Search Engines Mei Sign Up (click here) Kren, Isme Kisi Approval Ki Jroorat Nhi Hoti, Or Aap Ise Apne Mutabik Customize Kar Skten Hain.
Four Step To Create Google Custom Search Engines
Exaple
- 1. Sites to Search
- Yhan Par Aapko Apni Site Ke Search Engine Ka Action URL Enter Krna Hai, example (https://yourblog.blogspot.com/search)
- Language
- Yhan Par Aapko Apne Blog Ki Language(Bhasha) Enter Krni Hai. example (Hindi, English etc.)
- Name of the Search Engine
- Yhan Par Aap Apni Iccha Se Koi Bhi Name Use Kar Skte Hain, example (UC Engine)
Search Engine Create Hone Ke Baad Aap, Setup Tab Par Click Kren.
Yadi Aapki Adsence Active Hai, to Search Engine Monetisation Button Ko Enable Kren. Taki Aapki Income Search Engine Se Aani Shuru Ho Jaye.
Phir Aap Look And Feel Tab Par Click Kren,
Yhan Par Search Engine Aapse Yeh Poochta Hai, Ki Aap Search Results Ko Kis Trah Pesh Krna Chahte Hain, Aap Results only Ko Select Kren.
Save And Get Code Par Click Kren.
Is <Code> Ko Copy Kren, Or Notepad Mei Save Kren.
How to Show Result of Google Custom Search Engines in Blogs Search Results
- Go To Blogger
- Click Theme Opition
- Click HTML edit
CTRL+F Daba Kar Niche Diye Red Code Ko Find Kren. Dikhaye Gye Example Mutabik <code> Ko Paste Kren.
<div class='status-msg-wrap'>
Paste Code Here
<div style='clear: both;'/>
Code Paste Krne Ke Baad Save Theme Button Ko Press Kren, Save Hone Ke Baad Apne Blog Mei Kuch Search Kijie, Aap Dekhenge Aapka Kaam Shi Trike Se Poora Ho Chuka Hai.




